Tera hai jaha sara song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajan Chawla. This song was released on 01 Jan 2018.
Tera hai jaha sara
Apna magar koi nahi hai
Tera hai jaha sara
Apna magar koi nahi hai
Jaana hai kahi tujhe
Pyaasa kahi se kahi hai
Tera hai jaha sara
Apna magar koi nahi hai


Tune to kaha nahi dil ka fasaana
Phir bhi hai kuchh bujha
Bujha sara zamana
Tune to kaha nahi dil ka fasaana
Phir bhi hai kuchh bujha
Bujha sara zamana
Jiska kal tha aaj usi ka yakeen
Hai tera hai jaha sara
Apna magar koi nahi hai


Dil ko tere sukoon kabhi
Aaya na aaye ae
Aankho mein leke gham
Waha jaaye na jaaye ae
Dil ko tere sukoon kabhi
Aaya na aaye ae
Aankho mein leke gham
Waha jaaye na jaaye ae
Utha hai jaha se tu
Tera thikana wahi hai
Tera hai jaha sara
Apna magar koi nahi hai
Jaana hai kahi tujhe
Jaata kahi se kahi hai
Tera hai jaha sara
Apna magar koi nahi hai.