Sona sona roop hai song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is written by . It is produced by Deepa Mehta, David Hamilton, Robert Wertheimer. This song was released on 03 Jan 2003.
Ishq jisko nasib hota hai

Rab uske karib hota hai

Ajnabi se mil gayi ankhiya

Dil ka rishta azib hota hai

Sona sona roop hai

Humko garur hai

Lut jaoge tum haye rabba

Kudi main hasin hu

Thodi namkin hu

Mar jaoge tum haye rabba

Aag lagayegi dhum machayegi

Shamat aayegi

Jawani aayi hai

Qayamat aayi hai

Jawani aayi hai

Qayamat aayi hai

Sona sona roop hai

Uspe garur hai

Lut gaye hum to haye rabba

Kudi ye hasin hai

Badi namkin hai

Mar gaye hum to haye rabba

Ankhiyo se war kare

Sine vich war kare

Dil tadpati hai

Nazakat aati hai

Kamar bal khati hai

Nazakat aati hai

Kamar bal khati hai

Bholi bhali

Ye nashe di hai pyali

Ghayal kar gayi ho labo ki lali

Pyari pyari

Main hu ek chingari

Chhuo na na ho main hu kuwari

Bane meri gharwali

Ye lal parande wali

Gore gal gulabi har

Ada hai matwali

Sona sona roop hai

Humko garur hai

Lut jaoge tum haye rabba

Kudi main hasin hu

Thodi namkin hu

Mar jaoge tum haye rabba

Aag lagayegi dhum machayegi

Shamat aayegi

Jawani aayi hai

Qayamat aayi hai

Jawani aayi hai

Qayamat aayi hai

Haye re teri ye

Umar hai nadani

Ishq lada le ho deewani

Tere jaise kai

Dekhe hai deewane

Karle chahe lakh bahane

Are bane raat ki rani

Aa karde sham suhani

Ishq pe chal jaane de

Ye bala hai toofani

Sona sona roop hai

Humko garur hai

Lut jaoge tum haye rabba

Kudi main hasin hu

Thodi namkin hu

Mar jaoge tum haye rabba

Aag lagayegi dhum machayegi

Shamat aayegi

Jawani aayi hai

Qayamat aayi hai

Jawani aayi hai

Qayamat aayi hai

Sona sona roop hai

Uspe garur hai

Lut gaye hum to haye rabba

Kudi ye hasin hai

Badi namkin hai

Mar gaye hum to haye rabba

Ankhiyo se war kare

Sine vich war kare

Dil tadpati hai

Nazakat aati hai

Kamar bal khati hai

Nazakat aati hai

Kamar bal khati hai

Jawani aayi hai

Qayamat aayi hai

Jawani aayi hai

Qayamat aayi hai