Yahan zulm ki song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sajid Nadiadwala. This song was released on 24 Jun 1992.
Wayi wayi…
Jane duniya sari wayi wayi
Wayi wayi…
Hum hain prem pujari wayi wayi
Wayi wayi…
Jane duniya sari wayi wayi
Wayi wayi…hum hain
Prem pujari wayi wayi
Hamane dekha is duniya mein
Ab pyar ki nahin zaroorat hain
Yaha zulm ki hukumat hain,
Yaha zulm ki hukumat hain
Wayi wayi..
.jane duniya sari wayi wayi
Wayi wayi…hum hain
Prem pujari wayi wayi
Hamane dekha is duniya mein
Ab pyar ki nahi zaroorat hain
Yaha zulm ki hukumat hain,
Yaha zulm ki hukumat hain


Log yaha par bikte hain,
Log yaha par bikte hain
Kya hain aur kya dikhte hain,
Kya hain aur kya dikhte hain
Khud se bhi sharminda hain,
Khud se bhi sharminda hain
Jane kaise zinda hain,
Jane kaise zinda hain
Kya zamana aya dekho logo
Khatre mein sab ki sharafat hain
Yaha zulm ki hukumat hain,
Yaha zulm ki hukumat hain


Andhero ki baho mein,
Andhero ki baho mein
Maut khadi hain raho mein,
Maut khadi hain raho mein
Koi masiha ayega,
Koi masiha ayega
Sabki jaan bachayega,
Sabki jaan bachayega
O deewane koi na jane
Har dil mein aaj bagawat hain
Yaha zulm ki hukumat hain
Yaha zulm ki hukumat hain
Wayi wayi…jane duniya
Sari wayi wayi
Wayi wayi…hum hain
Prem pujari wayi wayi
Hamane dekha is duniya mein
Ab pyar ki nahi zaroorat hain
Yaha zulm ki hukumat hain,
Yaha zulm ki hukumat hain


Pyar ki nahi zaroorat hain
Yaha julm ki hukumat hain,
Yaha julm ki hukumat hain
Yaha pyar ki nahi zaroorat hain
Yaha zulm ki hukumat hain,
Yaha zulm ki hukumat hain.