Kehna na tum yeh kisi se song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajkumar Kohli. This song was released on 18 May 1990.
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se
Aaj se ab se abhi se
Main tera main
Tera main tera bas tera
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se
Aaj se ab se abhi se
Mai teri main teri main teri bas teri
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se


Ik aag dil mein lagi hain
Ho ik aag dil mein lagi hain
Dil ka diya jaan di hain
Pyari bahut zindagi hain
Tu pyara tu pyara
Tu pyara hi zindagi se
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se


Karde agar tu isara
Karde agar tu isara
Marna hain mujhko gawara
Marna hain mujhko gawara
Chhoda jamana ye sara
Main gujra main gujra
Main gujra teri gali se
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se


Palko ke upar bithalu
Ankho ke andar chhupa loon
Aa tujhko palko ke upar bithalu
Ankho ke andar chhupa loon
Aa tujhko tujhse chura loon
Aa tujhko tujhse chura loon
Daman daman daman
Chhuda kar sabhi
Pahnana tum ye khusi se
Ho kahna na tum ye kisi se
Aaj se ab se abhi se
Main tera main
Tera main tera bas tera
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se.