Mujh mein wafaa ki song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1997.
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi

Roshan mujhe diye ki tarah kar gaya koi

Mujh mein wafaa ki roshaniya

Aaya thaa mere paas andhera pehenke woh
Aaya thaa mere paas andhera pehenke woh
Phir chaandani ki odhake chadar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya

Sunti hai dhadkane meri kuch khushboo ki jaa

Kaise abhi abhi yahaan aakar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya

Dekar qateel ek puraani ghazal ki gaan
Dekar qateel ek puraani ghazal ki gaan
Ek baar phir se mujh ko jawaan kar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Roshan mujhe diye ki tarah kar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya.