Kaari kaari sondhi akhiyan,Kaise bolein mann ki battiyan,Kisse doondhe aayine mein,Hai kaid ratiya ri,Kaari kaari sondhi akhiyan,Raah dekhein beeti sadiyan,Kahin goonje teri yaadein,Firaaq mein hi haari,Kaari kaari sondhi akhiyan,Kaise bolein mann ki battiyan,Tere jaisa hi dikhta hai,Aks tera,Par khud mein hi ik duniya hai,Aks tera,Tere jaisa hi dikhta hai,Aks tera,Par khud mein hi ik duniya hai,Aks tera,Maazi ko maazi rehne de,Akhiyon se nadiya behne de,
Isse inn waqt ke tukdon ko,Rab ki farmaish sehne de,Shakhon se kalliyan tooti hai,Jabse tu khud se yun roothi hai,Zara dekh gaur se o saiyan,Aks yeh tera tu hi hai,Tere jaisa hi dikhta hai,Aks tera,Par khud mein hi ik duniya hai,Aks tera,Tere jaisa hi dikhta hai,Aks tera,Par khud mein hi ik duniya hai,Aks tera,Kaari kaari sondhi akhiyan,Raah dekhein beeti sadiyan,Kahin goonje teri yaadein,Firaaq mein hi haari,Kaari kaari sondhi akhiyan,Kaise bolein mann ki battiyan..