Ek Pyar Ka Nagma Hai Lyrics - Anupriya Goenka | Angaraag Mahanta (Papon)
2019 Saregama Music
About this song
- Film: Shor
- Artist: Lata Mangeshkar & Mukesh
- Music director: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Santosh Anand
- Label:: Saregama India Ltd.
- Music - Arko
- Singers - Papon, Neeti Mohan & Arko
- Poetry Recitation - Anupriya Goenka
- Poetry - Rashmi Virag
- Violin - Jitendra Thakur
- Percussion - Bhaskar Jyoti Das
- Music Production - Sudip Bob Ghose
- Guitars - Mayukh Sarkar
- Sound Recording - Benvin Fernandez ( HEADROOM Studios) & Moon (Geet Studios )
- Mix and Master - Rahul Sharma (AMV Studios)
- Director - Alok Batra
- DOP - Parasher Baruah
- Executive Producer - Sumit Sharma
- Supervising Producer - Manmeet Singh
- Creative Producer - Ankit Gupta
- Production Controller- Satya Gupta
- Chief DOP Assistant - Karan Tolani
- Hair & Makeup Team - Manish Sharma
- Editor - Anurodh Gusain
- Assistant Director - Akshay Prashoon & Divya Bhatia
- Costume Stylist- Sacorina and Dalip
- Costume Assistant - Mansi Patel
Lyrics
Aaj yaado ke daraj khole
Purane khat mile,
Kuchh dil ke tukde mile,
Waade mile, beeti mulakate mili,
Bahot talaasha magar tum nahi mile
Purane khat mile,
Kuchh dil ke tukde mile,
Waade mile, beeti mulakate mili,
Bahot talaasha magar tum nahi mile
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahaani hai

Kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai
Jeevan ka matlab to aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se, ek umr churaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
Jeevan ka matlab to aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se, ek umr churaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
Waqt ki silvato mein lipati,
Kuch rate mili,
Tumhari khushbu mili,
Kuchh mausam mile,
Tumhare liye likhe hue kuchh sher
Tute fute alfaaz mile,
Bahot talaasha, magar tum nahi mile,
Kuch rate mili,
Tumhari khushbu mili,
Kuchh mausam mile,
Tumhare liye likhe hue kuchh sher
Tute fute alfaaz mile,
Bahot talaasha, magar tum nahi mile,
Tu dhaar hai nadiya ki, main tera kinaara hoon
Tu mera sahaara hai, main tera sahaara hoon
Aankhon mein samandar hai, aashaaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin, teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai.
Tu mera sahaara hai, main tera sahaara hoon
Aankhon mein samandar hai, aashaaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin, teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai.