Rooh Ka Rishta Lyrics - Sanaya Irani | Shivam Bhaargava | Vikram Bhatt | Arko Pravo Mukherjee
2019
About this song
- 00:00 - Dil Maang Raha Hai
- 03:10 - Jaltey Bujhtey
- 06:23 - Rooh Ka Rishta
- 10:57 - Ye Jo Ho Raha Hai
- 16:13 - Janmo Janam
- 21:51 - Mujhe Ishq Sikha Karke
- 24:29 - Jaltey Bujhtey (Duet)
- 28:21 - Rooh Ka Rishta By Yasser Desai
- Song - Dil Maang Raha Hai
- Composer - Sanjeev Darshan
- Singer - Yasser Desai
- Lyricist - Sanjeev Ajay
- Arrangers / Programmers - Aditya Dev
- Song - Jaltey Bujhtey
- Composer - Arko
- Singer - Aakanksha Sharma
- Lyricist - Arko
- Song - Rooh Ka Rishta
- Composer - Sonal Pradhan
- Singer - Arko
- Lyricist - Sonal Pradhan
- Song - Ye Jo Ho Raha Hai
- Composer - Vinay Ram Tiwari
- Singer - Jyotica Tangri
- Lyricist - Rashmi Virag
- Mastering - Donal Whela
- Guitarist- Rhythm Shaw
- Strings - Suresh Lalwani
- Song - Janmo Janam
- Composer - Nayeem - Shabir
- Lyricist - Shakeel Azmi
- Song - Mujhe Ishq Sikha Karke
- Arrangers / Programmers - Kashi Kashyap And Ajay Keswani
- Mix Master - Kashi Kashyap
- Sarangi - Sandeep Mishra,
- Guitar - Richard Mithra.
- Song - Jaltey Bujhtey (Duet)
- Singers - Arko & Aakanksha Sharma
- Song - Rooh Ka Rishta By Yasser Desai
- Actors - Sanaya Irani & Shivam Bhaargava
- Production House - A Vashu Bhagnani Production
- Producer - Vashu Bhagnani & Vikram Bhatt
- Director - Vikram Bhatt
Lyrics
Ankahi hain jo baatein
Kehni hain tumse hi
Kyun yeh nazrein meri
Thehri hain tumpe hi
Kehni hain tumse hi
Kyun yeh nazrein meri
Thehri hain tumpe hi
Rooh ka rishta yeh jud gaya
Jahan tu muda main bhi mud gaya
Rasta bhi tu hai, manzil bhi tu hi
Haan teri hi zarurat hai mujhe
Yeh kaise samjhaun main tujhe
Mangta hoon tujhe yaar tujhse hi
Jahan tu muda main bhi mud gaya
Rasta bhi tu hai, manzil bhi tu hi
Haan teri hi zarurat hai mujhe
Yeh kaise samjhaun main tujhe
Mangta hoon tujhe yaar tujhse hi
Rooh ka rishta yeh jud gaya
Jahan tu muda main bhi mud gaya
Rasta bhi tu hai, manzil bhi tu hi
Haan teri hi zarurat hai mujhe
Yeh kaise samjhaun main tujhe
Mangta hoon tujhe yaar tujhse hi
Jahan tu muda main bhi mud gaya
Rasta bhi tu hai, manzil bhi tu hi
Haan teri hi zarurat hai mujhe
Yeh kaise samjhaun main tujhe
Mangta hoon tujhe yaar tujhse hi
Bechainiyan ab badhne lagi hain
Sabra raha na besabri hai
Aanch thodi saanson ko dede
Mushkil mein yeh jaan meri hai
Sabra raha na besabri hai
Aanch thodi saanson ko dede
Mushkil mein yeh jaan meri hai
Behta hoon tujhmein main bhi
Na chhupa khud se hi
Mehkoon khushbu se jiski
Ban woh kastoori
Na chhupa khud se hi
Mehkoon khushbu se jiski
Ban woh kastoori
Rooh ka rishta yeh jud gaya
Jahan tu muda main bhi mud gaya
Rasta bhi tu hai, manzil bhi tu hi
Haan teri hi zarurat hai mujhe
Yeh kaise samjhaun main tujhe
Mangta hoon tujhe yaar tujhse hi
Jahan tu muda main bhi mud gaya
Rasta bhi tu hai, manzil bhi tu hi
Haan teri hi zarurat hai mujhe
Yeh kaise samjhaun main tujhe
Mangta hoon tujhe yaar tujhse hi
Jab se mila hoon tujhse
Bas na raha hai khud pe
Bolti aakhon ne jaadu kar diya
Bakhsh de mujhe khudara
Maine jab use pukara
Ho gayi khata tera naam le liya
Bas na raha hai khud pe
Bolti aakhon ne jaadu kar diya
Bakhsh de mujhe khudara
Maine jab use pukara
Ho gayi khata tera naam le liya
Sath ho jo umra bhar
Woh khushi ban meri
Har kami manzoor hai
Bin tere jeena nahi
Woh khushi ban meri
Har kami manzoor hai
Bin tere jeena nahi
Rooh ka rishta yeh jud gaya
Jahan tu muda main bhi mud gaya
Rasta bhi tu hai, manzil bhi tu hi
Haan teri hi zarurat hai mujhe
Yeh kaise samjhaun main tujhe
Mangta hoon tujhe yaar tujhse hi.
Jahan tu muda main bhi mud gaya
Rasta bhi tu hai, manzil bhi tu hi
Haan teri hi zarurat hai mujhe
Yeh kaise samjhaun main tujhe
Mangta hoon tujhe yaar tujhse hi.