Ishq ki baarish song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shabbir Boxwala, Ajay Shah, Harry Gandhi. This song was released on 29 Jan 2016.
Ishq ki baarish hai ye,
Ishq ki baarish hai ye,
Ishq mein bheegein yaar,
Aaja mere yaar aaja mere yaar,


Ishq ke rang mein mausam,
Ishq ke rang mein mausam,
Ishq mein beda paar,
Aaja mere yaar aaja mere yaar,
Aaja mere yaar aaja mere yaar,


Mujhe teri baaton mein aana nahi,
Kisi se kabhi dil lagana nahi,
Pata jis gali ka pata hi na ho,
Mujhe us gali mein to jana nahi,


Ishq mein dhoka laage,
Ishq mein dhoka laage,
Ishq se hai inkaar,
Mere sarkar mere sarkar,
Mere sarkar mere sarkar,


Tan hi nahi mera mann bhi gila gila,
Ye mausam lagta hai kitna nasheela,
Tu deewani tujhko hosh na tera,
Main hoon paresha ab kya hoga mera,


Hone de jo bhi ho,
Hone de jo bhi ho,
Kar mat kar bekaar,
Aaja mere yaar aaja mere yaar,
Aaja mere yaar aaja mere yaar,


Maine kis mushkil mein jaan fasayi,
Mere piche meri musibat aayi,
Aisa dilkash mauka na aayega,
Hath malega baad mein pachtayega,


Pyar mohabbat se na,
Pyar mohabbat se na,
Mera koi darkaar,
Mere sarkar mere sarkar,
Mere sarkar mere sarkar,


Ishq ki baarsih hai ye,
Ishq ki baarish hai ye,
Ishq mein bheegein yaar,
Aaja mere yaar aaja mere yaar,
Aaja mere yaar aaja mere yaar,