Sai Rahem Nazar Lyrics - Shirdi Sai Baba | Ronit Roy | Arif Zakaria | Razzak Khan | Sonu Nigam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Sai rahem nazar song is from Shirdi Sai Baba (2001) and it is sung by Sonu Nigam.It stars Ronit Roy, Arif Zakaria, Razzak Khan, Divya Dutta in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Bali Brahmbhatt, Pandurang Dikshit. This song was released on 01 Sep 2001.
Lyrics
Rahem nazar karo ab more sai
Rahem nazar karo ab more sai
Tum bin nahi mujhe maa baap bhai
Rahem nazar karo ab more sai
Rahem nazar karo ab more sai
Main andha hu banda tumhara
Banda tumhara
Main andha hu banda tumhara
Banda tumhara
Main na janu alla ilahi
Alla ilahi
Rahem nazar karo ab more sai
Rahem nazar karo ab more sai
Apne mashid ka jadu ganu hai
Apne mashid ka jadu ganu hai
Malik hamare tum baba sai
Tum baba sai tum baba sai
Rahem nazar karo ab more sai
Rahem nazar karo ab more sai
Tum bin nahi mujhe maa baap bhai
Rahem nazar karo ab more sai
Rahem nazar karo ab more sai.