Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar Lyrics - Mulzim | Pradeep Kumar | Helen | Johny Walker | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ishq walo pe zamane ki nazar song is from Mulzim (1963) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Pradeep Kumar, Helen, Johny Walker, Shakila in leading roles. This song is penned by Shakeel Badayuni and composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi). It is produced by Bundelkhand Films. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Are o aane walo husn
Ki rangin mahfil me
Khushi se muskurao tum
Magar ye soch lo dil me ke
Ishq walo pe zamane
Ki najar hoti hai
Ishq walo pe zamane
Ki najar hoti hai
Ishq walo pe zamane
Ki najar hoti hai
Ishq walo pe zamane
Ki najar hoti hai
Dil dhadakta hai
Haye haye
Ho dil dhadkata hai
To dunia ko khabar hoti hai
Dil dhadkata hai
To dunia ko khabar hoti hai
Ishq walo pe
Zamane ki najar hoti hai
Husn or ishq ka anzam
Khuda khair kare
Husn or ishq ka anzam
Khuda khair kare
Aaj takraye hai do
Jam khuda khair kare
Aaj takraye hai do
Jam khuda khair kare
Aashiki josh me
Hai bekhudi hosh me hai
Ishq majbur nahi
Husn bhi dur nahi
Aarzu me hai jawa
Dil se uthta hai dhua
Chot sahte na bane
Muh se kahte na bane
Aaj hai agar ye nasha
Jane kal rang ho kya
Aaj hai agar ye nasha
Jane kal rang ho kya
Isiliye to kaha hai
Husn or ishq ka anzam
Khuda khair kare
Husn or ishq ka anzam
Khuda khair kare
Aaj takraye hai do
Jam khuda khair kare
Aaj takraye hai do
jam khuda khair kare
Lekin dekhna ye hai
Aaj takraye hai do
Jam khuda khair kare
Dekhna ye hai ke
Aawaz kidhar hoti hai
Dekhna ye hai ke
Aawaz kidhar hoti hai
Dil dhadkata hai
To dunia ko khabar hoti hai
Ishq walo pe zamane
Ki najar hoti hai
Khel samjhe na koi
Dil ko lagakar jina
Khel samjhe na koi
Dil ko lagakar jina
Gum ke sholo se
Salamat nahi rahta sina
Gum ke sholo se
Salamat nahi rahta sina
Pyar ek aag bhi
Hai rang bhi rag bhi hai
Ras aata hai kahi
Dil jalata hai kahi
Dil me himmat hai
Agar fir hai kis bat ka dar
Karwa yuhi chale
Koi jalta hai jale
Jalne walo ko yaha
Dil ki pahchan kaha
Jalne walo ko yaha
Dil ki pahchan kaha
Khel samjhe na koi
Dil ko lagakar jina
Khel samjhe na koi
Dil ko lagakar jina
Gum ke sholo se
Salamat nahi rahta sina
Gum ke sholo se
Salamat nahi rahta sina
Ke ishq me jindagi
Gum ke sholo se
Salamat nahi rahta sina
Ishq me jindagi jal
Jal ke basar hoti hai
Dil dhadkata hai
To dunia ko khabar hoti hai
Ishq walo pe
Zamane ki najar hoti hai
Aankho aankho me jo
Ulfat ki kasam khate hai
Aankho aankho me jo
Ulfat ki kasam khate hai
Aankho aankho me jo
Ulfat ki kasam khate hai
Wakai unke mukaddar
Bhi chamak jate hai
Wakai unke mukaddar
Bhi chamak jate hai
In baharo ki kasam
In najaro ki kasam
Husn katil hi sahi
Pyar mushkil hi sahi
Fir bhi ek bat to
Hai ek mulakat to hai
Jajba eye dil ki kasam
Range mahfil ki kasam
Mujhko pahchan hai
Ye mera iman hai ye
Mujhko pahchan hai
Ye mera iman hai ye
Aankho aankho me
Jo ulfat ki kasam khate hai
Aankho aankho me
Jo ulfat ki kasam khate hai
Wakai unke mukaddar
Bhi chamak jate hai
Wakai unke mukaddar
Bhi chamak jate hai
Wakai unke mukaddar
Bhi chamak jate hai
Kyonki
Ishq par chand
Sitaro ki najar hoti hai
Ishq par chand
Sitaro ki najar hoti hai
Dil dhadkata hai
To dunia ko khabar hoti hai
Ishq walo pe zamane
Ki najar hoti hai.