Deewana Keh Ke Aaj Lyrics - Pradeep Kumar | Helen | Johny Walker | Mohammed Rafi

1963

Lyrics

Deewana keh ke aaj
Mujhe phir pukariye
Deewana keh ke aaj
Mujhe phir pukariye
Hazir hu koi tire
Nazar dil pe mariye
Deewana keh ke

Lag jaye apko na
Kisi ki nazar kahi
Lag jaye apko na
Kisi ki nazar kahi
Ghar jaa ke apne
Husn ka sadka utariye
Ghar jaa ke apne
Husn ka sadka utariye
Hazir hu koi tire
Nazar dil pe mariye
Deewana keh ke

Julfe sawarne se
Banegi na koi baat
Julfe sawarne se
Banegi na koi baat
Uthiye kisi garib
Ki kismat sawariye
Uthiye kisi garib
Ki kismat sawariye
Hazir hu koi tire
Nazar dil pe mariye
Deewana keh ke

Ek baar kar hi dijiye
Ish dil ka faisla
Ek baar kar hi dijiye
Ish dil ka faisla
Rah rah ke yu nigah
Ko khanjar na mariye
Rah rah ke yu nigah
Ko khanjar na mariye
Hazir hu koi tire
Nazar dil pe mariye
Deewana keh ke