Sooraj tera gardish mein hai Dhalte hua keh gaya Phir laut ke aunga mein Nazdeek hi hai subah
Gaaye jaa gaaye jaa Gham mein hai sargam Gunguna ye dhun gaaye jaa Gaaye ja gaaye ja Raat ke dhaagon se savera bun gaaye ja Gaaye jaa gaaye jaa Gham mein hai sargam Gunguna ye dhun gaaye ja
Apna hi apna kyun keh laya hai Kaise koi tay karta hai kaun paraya hai Ek wohi rishta teri kamaai hai Dard ke pal mein jisne
Tera saath nibhaya hai Toota hua to kya sitara tu Kissi ka bann sahara tu..
Gaaye ja gaaye ja Raat ke dhaagon se savera bun gaaye ja Gaaye ja gaaye ja Gham mein hai sargam Gunguna ye dhun gaaye ja
Ho aankhon mein rakhna Sapne tu kal ke Tujhko lekin un tak jana hoga khud chal ke Majhdhaaron se tu Haar nahi jaana Saahil tujhko Paana hoga lehron mein dhalke Hai zindagi wohi jo chalti hai Yeh girrke hi sambhalti hai