सुन ज़रा sun zara song is from and it is sung by and . Record label of this song is T-Series.It stars , , and in leading roles. This song is written by . It is produced by Rohit Shetty, Bhushan Kumar. This song was released on 23 Dec 2022.
Song: Sun Zara
Singer: Papon, Shreya Ghoshal
Lyrics: Kumaar
Keyboards: KP
Rhythm: Kalyan
Meri neendein veendein
Leke gaya ishq tumhara
Arey aise kaise aise kaise
Hoga guzaara

Meri neendein veendein
Leke gaya ishq tumhara
Arey aise kaise aise kaise
Hoga guzaara

Yeh nazar nazar meri nazar
Kar rahi hai ishaara
Sanam sanam tujhe kasam
Meri dhadkane seene laga ke

Tu sun zara sun
Zara sun zara sun
Mere dil mein chhupi
Tere pyar ki yeh dhun

Sun zara sun
Zara sun zara sun
Mere dil mein chhupi
Tere pyar ki yeh dhun

Yeh ishq dobara
Hoga nahi yaara
Kahe dil yeh bechara
Bechara bechara

Hathon mein dekha hai
Tere saath likha hai
Kismat ka sitaara
Sitaara sitaara

Hey idhar udhar jaaun kidhar
Tu hi safar hai saara
Janam janam saare janam
Main ek teri hoon
Vaada hai mera tu

Sun zara sun
Zara sun zara sun
Mere dil mein chhupi
Tere pyar ki yeh dhun

Sun zara sun
Zara sun zara sun
Mere dil mein chhupi
Tere pyar ki yeh dhun

Tu lehar main paani
Yeh dor puraani
Ek apni kahaani
Kahaani kahaani

Tu yaar roohani
Yeh umar deewani
Tere saath bitani
Bitani bitani

Hai asar asar teri asar
Duniya laage begaani
Sajan sajan mere sajan
Maine jo maangi hai
Meri duaon ko

Sun zara sun
Zara sun zara sun
Mere dil mein chhupi
Tere pyar ki yeh dhun

Sun zara sun
Zara sun zara sun
Mere dil mein chhupi
Tere pyar ki yeh dhun.