Sapna jahan dastak na de Chokhat thi woh aankhein meri Baaton se thi tadaad mein Khamoshiyan zyada meri Jabse pade tere kadam Chalne lagi duniya meri
Mere dil mein jagah Khuda ki khali thi Dekha wahan pe aaj tera chehra hai Main bhatakta hua sa ek badal hoon Jo tere aasmaan pe aake thehra hai
Tu rooh hai toh main kaaya banu Tha umar main tera saaya banu Keh de toh ban jaun bairaag main Keh de toh main teri maaya banu Tu saaz hai main ragini
Tu raat hai main chandini
Mere dil mein jagah Khuda ki khali thi Dekha wahan pe aaj tera chehra hai Main bhatakta hua sa ek badal hoon Jo tere aasmaan pe aake thehra hai
Hum pe sitaaron ka ehsaan ho Pura adhura har armaan ho Ek dusre se jo baande humein Baahon mein nanhi si ik jaan ho Aabaad ho chota sa ghar Lagna sakhe kissi ke nazar