Abhi se teri song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Arshad Shah, Zarah Shah, Arshad Yusuf Pathan. This song was released on 13 Jun 2014.
Abhi se teri aankh kyun bhar aayi hai
Abhi to maine kahani aadhi batai hai
Abhi se teri jaan pe kyun ban aayi hai
Abhi to maine kahani aadhi batai hai
Aadhi kahani aadhi baat aadhi batai hai
Aadhi kahani aadhi baat aadhi batai hai


Chhod gaya aakhir woh bhi jo ek sahara thaa
Saathi woh mera jo meri jaan se pyaar thaa
Maine aaj hai ye jaana ke duniya harzaai hai
Abhi to maine kahani aadhi batai hai


Chhodi thi adhuri jo woh raate baaki hai
Aaj bhi shayad teri kuchh yaad baaki hai
Chhodi thi adhuri jo woh raate baaki hai
Aaj bhi shayad teri kuchh yaad baaki hai
Abhi se teri jaan pe kyun ban aayi hai
Abhi to maine kahani aadhi batai hai
Aadhi kahani aadhi baat aadhi batai hai
Aadhi kahani aadhi baat aadhi batai hai
Aadhi kahani aadhi baat aadhi batai hai.