Ekka chuaka song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gurunath. This song was released on 18 May 2007.
Ekka chauka satta aththa
Ekka chauka satta aththa
Bazi kab paltegi tu
Hairaan hakka bakka
Ekka chauka satta aththa
Chalte chalte yun hi kabhi
Chhoo jaata hai dil ko koi
Ho pal do pal toh aisa lage
Soyi hui kismat jagi


Moti hai ya paththar
Dekh ke le jaana ghar
Dil ko na lage jhatka
Ekka chauka satta aththa
Bazi kab paltegi tu
Hairaan hakka bakka


Mere toh hai armaan jawaan
Tumko maange saara jahaan
Le magar akal se bhi kaam
Thode mein hi karke salaam
Yahaan se niklana
Aisa na ho warana
Patte ulte pad jaaye chhnna
Ekka chauka satta aththa
Ekka chauka satta aththa


Hannnnn
Haan haaann
Baithe baithe beghar hua
Kya socha tha kya ho gaya
Tute hai woh sapne sabhi
Na koi sanam hai hasin
Masti saari nikali
Mast giri yeh bijali
Mitha sar abb apana channa
Ekka chauka satta aththa
Ekka chauka satta aththa
Bazi kab paltegi tu
Hairaan hakka bakka.