राख का दरिया raakh ka dariya song is from and it is sung by and . Record label of this song is Zee Music Company and its production house is ADF presents An Intercut Entertainment Pvt Ltd Production.It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nandini Sharma, Aarushi Malhotra & Rajnish Khanuja. This song was released on 10 Dec 2021.
Movie - Velle
Singers - Sohail Sen Ft. Divya Kumar
Music - Sohail Sen
Lyricist - Siddharth - Garima
Programming - Sohail Sen And Pratik Lalji
Socha tha kya kya ho gaya
Sab bewajah sa ho gaya
Sau raste saare galat
Jo tha sahi kahin kho gaya

Tha khel sab to khel mein
Ruthi kahan manmaaniyan
Nadaniyan ye kya hui
Duswariyan ab yaariyan

Asmaano se bhi kyun
Taare bhi chhin gaye
Raat kali hain ab
Roshan wo din gaye

Hain andhera ghana
Jaane ho kis tarah
Wo subah, wo subah

Humsafar tanha
Darbadar duniya
Kismate ruswa
Kasmkash galiyan

Khanjali raahein
Lamhon mein sadiyan
Naskari saansein
Gumsuda khusiyan

Aag seene mein
Khakh jeene mein
Aakh ye lamhe
Raakh ka dariya

Dil samundar hain lehre toofan
Hain hawa ka bhawandar jhoka
Doobne ko hain apani kashtiyan

Bin door ki patangen hain
Bin chood ki surange hain
Ek dhoondh si hain chhai
Apani ankhon mein

Humsafar tanha
Darbadar duniya
Kismate ruswa
Kasmkash galiyan

Khanjali raahein
Lamhon mein sadiyan
Naskari saansein
Gumsuda khusiyan

Aag seene mein
Khakh jeene mein
Aakh ye lamhe
Raakh ka dariya.