Znmd Poems Lyrics - Zindagi Na Milegi Dobara | Hrithik Roshan | Abhay Deol | Farhan Akhtar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Znmd poems song is from Zindagi Na Milegi Dobara (2011) and it is sung by Farhan Akhtar.It stars Abhay Deol, Katrina Kaif, Farhan Akhtar and Hrithik Roshan in leading roles. This song is written by Javed Akhtar. It is produced by Farhan Akhtar, Ritesh Sidhwani. This song was released on 27 Nov 2011.
This video is about Zindagi Na Milegi Doobara- Imran Poetry
Lyrics
Poem 1 – Apne Hone Par Mujhko Yaqeen Aa GayaPoem 1 – Apne Hone Par Mujhko Yaqeen Aa GayaPoem 1 – Apne Hone Par Mujhko Yaqeen Aa GayaPighle neelam sa behta hua ye sama
Neeli-Neeli si khamoshiyaan
Na kahin hai zameen, na kahin Aasmaan
Sarsarati hui tehniyaan, pattiyaan
Keh raheen hai ki bas ek tum ho yahaan
Sirf main hoon
Meri saansein hain aur meri dhadkanein
Aisi gehraiyaan, aisi tanhaiyaan
Aur main sirf main
Apne hone par mujhko yaqeen aa gayaPighle neelam sa behta hua ye sama Neeli-Neeli si khamoshiyaan Na kahin hai zameen, na kahin Aasmaan Sarsarati hui tehniyaan, pattiyaan Keh raheen hai ki bas ek tum ho yahaan Sirf main hoon Meri saansein hain aur meri dhadkanein Aisi gehraiyaan, aisi tanhaiyaan Aur main sirf main Apne hone par mujhko yaqeen aa gayaPoem 2 – Yeh Jaane Kaisa Raaz HaiPoem 2 – Yeh Jaane Kaisa Raaz HaiIk baat honthon tak hai jo aayi nahin
Bas ankhon se hai jhaankti
Tumse kabhi, mujhse kabhi
Kuch lafz hain woh maangti
Jinko pahen ke honthon tak aa jaaye woh
Awaaz ki baahon mein baahein daalke ithlaaye woh
Lekin jo yeh ik baat hai
Ehsaas hi ehsaas hai
Khushboo si hai jaise hawa mein tairti
Khushboo jo be awaaz hai
Jiska pata tumko bhi hai
Jiski khabar mujhko bhi hai
Duniya se bhi chhupta nahin
Yeh jaane kaisa Raaz haiIk baat honthon tak hai jo aayi nahin Bas ankhon se hai jhaankti Tumse kabhi, mujhse kabhi Kuch lafz hain woh maangti Jinko pahen ke honthon tak aa jaaye woh Awaaz ki baahon mein baahein daalke ithlaaye woh Lekin jo yeh ik baat hai Ehsaas hi ehsaas hai Khushboo si hai jaise hawa mein tairti Khushboo jo be awaaz hai Jiska pata tumko bhi hai Jiski khabar mujhko bhi hai Duniya se bhi chhupta nahin Yeh jaane kaisa Raaz haiPoem 3- Dil Aakhir Tu Kyun Rota HaiPoem 3- Dil Aakhir Tu Kyun Rota HaiJab jab dard ka baadal chhaya
Jab gham ka saya lehraaya
Jab aansoo palkon tak aaya
Jab yeh tanha dil ghabraaya
Hum ne dil ko yeh samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai?
Duniya mein yun hi hota hai
Yeh jo gehre sannate hain
Waqt ne sabko hi baante hain
Thoda gham hai sabka qissa
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aankh teri bekaar hi nam hai
Har pal ek naya mausam hai
Kyun tu aise pal khota hai
Dil aakhir tu kyun rota haiJab jab dard ka baadal chhaya Jab gham ka saya lehraaya Jab aansoo palkon tak aaya Jab yeh tanha dil ghabraaya Hum ne dil ko yeh samjhaya Dil aakhir tu kyun rota hai? Duniya mein yun hi hota hai Yeh jo gehre sannate hain Waqt ne sabko hi baante hain Thoda gham hai sabka qissa Thodi dhoop hai sabka hissa Aankh teri bekaar hi nam hai Har pal ek naya mausam hai Kyun tu aise pal khota hai Dil aakhir tu kyun rota haiPoem 4 – Toh Zinda Ho TumPoem 4 – Toh Zinda Ho TumDilon mein tum apni betabiyan leke chal rahe ho.
Toh zinda ho tum!
Nazar mein khwaabon ki bijliyan leke chal rahe ho
Toh zinda ho tum!Dilon mein tum apni betabiyan leke chal rahe ho. Toh zinda ho tum! Nazar mein khwaabon ki bijliyan leke chal rahe ho Toh zinda ho tum!Hawa ke jhonkon ke jaise aazad rehna seekho Tum ek dariya ke jaise, leharon mein behna seekho Har ek lamhe se tum milo khole apni baahein Har ek pal ek naya samaa dekhiyeJo apni aankhon mein hairaniyan leke chal rahe ho
Toh zinda ho tum!
Dilon mein tum apni betabiyan leke chal rahe ho
Toh zinda ho tum!Jo apni aankhon mein hairaniyan leke chal rahe ho Toh zinda ho tum! Dilon mein tum apni betabiyan leke chal rahe ho Toh zinda ho tum!