Ek ped humne pyar ka milkar lagaya tha kabhiAate jo phal to thik tha, woh na phale toh na sahiKuch na hue to na sahi, na bane to na sahiNa mile na sahi, kuch na rahe to na sahiAye zindagi har ek raaste se,Humne pukaara tumhe, socha savara tunhe,Par tumko accha na laga, koi wada saccha na laga,Tum roothe ho yeh socha kar, tum ko manayege magarAb humse roothi teri ye nazarAgar na hase to na sahi, na bane toh na sahiNa mile na sahi, kuch na rahe to na sahiTum rasta mein ajnabee, lagta tha kyun yeh har ghadiAadhe adhure geet ki, ek tum kadi ek main kadiHohohoTum rasta mein ajnabee, lagta tha kyun yeh har ghadi
Tumhe dekh ke lagta tha ye, tum ho bane mere waasteMilna hi tha humko magar, hum na mile to na sahiHo zindagiHar gum har ek aansu humein apna banana aa gayaHar haal mein har daur mein, humein muskurana aa gayaHar gum har ek aansoo humein apna banana aa gayaGham hai bhi toh rukna nahi, jeena hai toh jhukna nahiYe zindagi koi khushi, ab na bhi de toh na sahiHo zindagi...har ek raaste se...Humne pukaara tumhe, socha sanvara tumhePar tumko accha na laga, koi waada saccha na lagaTum roothi ho yeh sochkar, tumko manayenge magarAb humse roothi teri ye nazarGar na hanse to na sahi, na bane toh na sahiNa mile na sahi, kuch na rahe to na sahi.