Do char din yeh pyar se song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Filmistan. This song was released on 14 Feb 1948.
Nanhi si jaan mein hai
Jawani ka sitam kyun
Rag rag mein nasha aur
Nashe mein hai dard kyun


Ye is liye ke zindagi
Mein pyar kiya jaaye
Ye is liye ke zindagi
Mein pyar kiya jaaye
Do char din yeh
Pyar se guzaar diya jaye
Do char din yeh
Pyar se guzaar diya jaye


Haan do dil jab ek hote hai
Tab do bane hai kyun
Milane ki tamanna hai magar
Milate nahi hai kyun


Ye is liye ke dil pe
Dil nisaar kiya jaye
Ye is liye ke dil pe
Dil nisaar kiya jaye
Do char din yeh
Pyar se guzaar diya jaye
Do char din yeh
Pyar se guzaar diya jaye


Haan aankho se aankh mil gai
Phir bhi na chain kyun
Haan pahachan ho gai
Magar bebasi hai kyun


Ye is liye ke ishq ka
Izahaar kiya jaye
Ye is liye ke ishq ka
Izahaar kiya jaye
Do char din yeh
Pyar se guzaar diya jaye
Do char din yeh
Pyar se guzaar diya jaye


Haan in mast nigaaho me
Pareshaniyan hai kyun
Betaab do dilo me yun
Jawaniyan hai kyun


Ye is liye ke ab naa
Itazaar kiya jaye
Ye is liye ke ab naa
Itazaar kiya jaye
Do char din yeh
Pyar se guzaar diya jaye
Do char din yeh
Pyar se guzaar diya jaye.