Dil Leke Bhaga Lyrics - Nadiya Ke Paar | Dilip Kumar | Kamini Kaushal | Lalita Deulkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dil leke bhaga song is from Nadiya Ke Paar (1948) and it is sung by Lalita Deulkar.It stars Dilip Kumar and Kamini Kaushal in leading roles. This song is penned by Moti B. A. and composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). It is produced by Filmistan. This song was released on 14 Feb 1948.
Lyrics
Dil leke bhaga daga deke bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga
Dil leke bhaga daga deke bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga
Chori chori dil ko
Churaya main jaanu na
Chori chori dil ko
Churaya main jaanu na
Meethi meethi baaton mein jiya
Bharmaya main jaanu na
Meethi meethi baaton mein jiya
Bharmaya main jaanu na
Baatein banaayi aankhein milayi
Bhole bhaale
Dil ko fasaaye lio jaaye
Haay haay bhole bhaale
Dil ko fasaye lio jaaye
Lalchaye tarsaye
Haay haay jaane na
Kaliyon ka ras leke
Bhanwara re bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga
Dil leke bhaaga daga deke bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga
Laakh kahan dil ne toh
Phir bhi main mani na
Laakh kahan dil ne toh
Phir bhi main mani na
Kahu se bhi dil na
Lagana main mani na
Kahu se bhi dil na
Lagana main mani na
Aisi jawani andhi deewaani,
Thokar pe thokar
Lagaayi chali jaaye
Haay re thokar pe
Thokar lagayi chali jaaye
Tadpaaye jiya jaaye
Haay haay jaane na
Aankhein churaake
Woh apane se bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga
Dil leke bhaga daga deke bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga
Pehali nazar mein huyi main deewani
Pehali nazar mein huyi main deewani
Lad gaye naina ho gayi yeh naadani
Lad gaye naina ho gayi yeh naadani
Abb toh inn aankhon se
Behata hai paani
Paapi more jiyara piya ko bulaaye
Paapi more jiyara piya ko bulaaye
O sataaye ghabraaye
Haay haay jaane na
Aisi musibat mein chhod ke bhaga
Kaise bedardi se dil mera laaga
Dil leke bhaga daga deke bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga.