LyricsTashan

Abhi Afsana Baki Hai Lyrics - Hamara Khandaan | Rishi Kapoor | Kiran Juneja | Farha Naaz | Anuradha Paudwal | Mohammed Aziz

in Movies

Watch the Video

Song Information

Abhi afsana baki hai song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tahir Hussain. This song was released on 01 Jan 1988.

Lyrics

Mere mahbub ruk jao
Abhi afsana baki hai
Abhi bedardi dunyia se
Zara takrana baki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai
Tumhara chahne wala


Mere mahbub ruk jao
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai


Abhi to apne ruthe hai
Paraye bhi khafa honge
Abhi to apne ruthe hai
Paraye bhi khafa honge
Isi mahfil mein mere
Pyar ke wade wafa honge
Ye shama bujh nahi sakti
Ye shama bujh nahi sakti
Abhi parwana baki hai
Ye shama bujh nahi sakti
Abhi parwana baki hai
Mere mahbub
Hamara chahne wala
Abhi deewana baki hai


Jinki gardan pe churi
Hotho pe tale honge
Is jaha mein wahi sach
Bolne wale honge
Hamare lab pe tale aur
Gardam pe churi hogi
Hamare lab pe tale aur
Gardam pe churi hogi
Riwajo ki adalat mein
Hamari aajmi hogi
Abhi ilzam lagna hai
Abhi ilzam lagna hai
Abhi jurmana baki hai
Abhi ilzam lagna hai
Abhi jurmana baki hai
Mere mahbub
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai.

Related Songs

More songs from Hamara Khandaan (1988)
More songs of Rishi Kapoor
More songs of Kiran Juneja
More songs of Farha Naaz
More songs of Anuradha Paudwal
More songs of Mohammed Aziz