Shiv shankar beda paar karo song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gulshan Kumar. This song was released on 01 Jan 1992.
Har har gange mahadev
Shiv shankar ki jai bolo jai bolo
Har har gange mahadev
Shiv shankar ki jai bolo
Har har gange har har gange
Har har har jai mahadev
Shiv shankar beda par karo
Hum bhakto ka udhhar karo
Shiv shankar beda par karo
Hum bhakto ka udhhar karo
Shiv shankar beda par karo
Hum bhakto ka udhhar karo
Shiv shankar beda par karo
Hum bhakto ka udhhar karo


Sab kasht kalesh mite man ke
Bhole baba upkar karo
Karipa kar do he shiv shankar
Dukhde har lo he shiv shankar
Hum sab papi sansari hain
Par data tere pujari hain


Jai kashi dev jai mahadev
Jai shiv shankar jai kailashi
He mahadev he umapati
He ganga dhar he nat rajan
He ganga dhar he nat rajan
He ganga dhar he nat rajan


Hum par bhi daya darshti kardo
Ho safal hamara bhi jeevan
Ho safal hamara bhi jeevan
Ho safal hamara bhi jeevan
Hamko apne darshan dekar
Man ke sapne sakar karo
Hai neele gagan mein tuhi tu
Ban mein upwan mein tuhi tu
Kan kan mein tera dera hai
Tera har aur basera hai


Har har gange mahadev
Shiv shankar ki jai bolo
Har har gange har har gange
Har har har jai mahadev
He vairagi he sanyasi
He nageshwar he bhandari
He nageshwar he bhandari
He nageshwar he bhandari
Hum bhakt jano ke jeevan pe
Upkar karo he upkari
Upkar karo he upkari
Upkar karo he upkari


Man pushp chadane aaye hain
Ye bhet parbhu swikar karo
Hai jag pe pawan naam tera
Hai sabki juba par naam tera
Jab tak is tan mein jan rahe
Tere charno mein dhyan rahe


Jai kashi dev jai mahadev
Jai shiv shankar jai kailashi
Sare sansar mein he bhagwan
Tujhsa vardani koi nahin
Tumsa vardani koi nahin
Tumsa vardani koi nahin


Mujhsa koi deen nahin jag mein
Aur tumsa dani koi nahin
Aur tumsa dani koi nahin
Aur tumsa dani koi nahin
Tum sabki bigdi banate ho
Mujh par bhi daya ek bar karo
Mai ban ke bhikhari aaya hoon
Aur khali jholi laya hoon
Khali jholi bhar do data
Mujhko sukh ka war do data
Shiv shankar beda par karo
Hum bhakto ka udhhar karo
Shiv shankar beda par karo
Hum bhakto ka udhhar karo


Sab kasht kalesh mite man ke
Bhole baba upkar karo
Karipa kar do he shiv shankar
Dukhde har lo he shiv shankar
Hum sab papi sansari hai
Par data tere pujari hai
Hai neele gagan mein tuhi tu
Wan mein upwan mein tuhi tu
Kan kan mein tera dera hain
Tera har aur basera hain
Hai jag mein pawan naam tera
Hai sabki juba par naam tera
Jab tak is tan mein jan rahe
Tere charno mein dhyan rahe
Main banke bikhari aaya hoon
Aur khali jholi laya hoon
Khali jholi bhar do data
Mujhko sukh ka war do data
Main banke bikhari aaya hoon
Aur khali jholi laya hoon
Khali jholi bhar do data
Mujhko sukh ka war do data
Main banke bikhari aaya hoon
Aur khali jholi laya hoon
Khali jholi bhar do data
Mujhko sukh ka war do data
Jai shiv shankar jai bhole bhandari
Bole har har mahadev ki jai
He bhole bhandari he sache malik
Sabka beda par karna.