नैना कमाल Naina Kamaal Lyrics - Hariharan

2024 T-Series

Lyrics

Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Kabhi Pooche Sawal Kabhi De Yeh Jawab
Kabhi Pooche Sawal Kabhi De Yeh Jawab
In Naino Ka Jaadu Ab Tak Koi Na Samjha
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal

In Mein Haya Hai In Mein Masoomiyat
Dil Ko Lubhane Ki Kabiliyat
Aisa Vaar Kiya Aisa Zakhn Diya
Aisa Vaar Kiya Aisa Zakhn Diya
In Naino Ne Ghayal Yaar Hum Ko Kar Diya
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Kabhi Pooche Sawal Kabhi De Yeh Jawab
Kabhi Pooche Sawal Kabhi De Yeh Jawab
In Naino Ka Jaadu Ab Tak Koi Na Samjha
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Naina Kamaal Tore Naina Kamaal
Nainaa Kamaal
Tore Naina Kamaal
Nainaa