Aake tujh par aaj kar song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bikram Singh Dahal. This song was released on 01 Jan 2018.
Aake tujh par aaj kar dun
Main nichhavar zindagi
Aake tujh par aaj kar dun
Main nichhavar zindagi


Haan nahi hai tere gham pe
Mujhko kargar zindagi
Dil ko shayaad hi gham hi degi
Zindagi bhar zindagi
Apne haatho main liye e
Kitane pathar zindagi
Aake tujh par aaj kar dun
Main nichhavar zindagi


O gham ki kaali raat pe
Mayus kyun ho is kadar
Gham ki kaali raat pe
Mayus kyun ho is kadar
Hoke khud apne andhero se
Pareshaan kyaa khabar
Raat toh mein chale shhama khat zindagi
Aake tujh par aaj kar dun
Main nichhavar zindagi
Dil ko shayaad hi gham hi degi
Zindagi bhar zindagi


Pyaar tera meharbaan hai
Aur jahaa na meharbaan
Pyaar tera meharbaan hai
Aur jahaa na meharbaan
Phool ke badle mile hai
Dil ko zakhmo ke nishaan
Kyaa batau tujhako kitani sitaamghar
Zindagi
Aake tujh par aaj kar dun
Main nichhavar zindagi
Dil ko shayaad hi gham hi degi
Zindagi bhar zindagi.