Teri nigah pe sab kuch lutane aaye hai (duet) song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bikram Singh Dahal. This song was released on 01 Jan 2018.
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
tujhe jo bol diya tha nibhane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain

duniya se kuch na duniya ke
duniya se kuch na duniya ke bazar se mila
jo bhi mila hume tere darbaar se mila
jo wada tujhse kiya han nibhane aaye hai
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain

teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
tujhe jo bol diya tha nibhane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain

zamane bhar ke sitam bhi jise jhuka na sake
zamane bhar ke sitam bhi jise jhuka na sake
zamane bhar ke sitam bhi
zamane bhar ke sitam bhi
zamane bhar ke sitam bhi jise jhuka na sake
na hum jahaan na jahaan ki kisi juba se dare
na zindagi se dare hum na hum kada se dare
dare agar to khuda se dare khuda hai gawah
hume darane jo aaye zara khuda se dare
zamane bhar ke sitam bhi
zamane bhar ke sitam bhi
zamane bhar ke sitam bhi
zamane bhar ke sitam bhi jise jhuka na sake
tere huzur wahi sar jhukane aaye hain
tere huzur wahi sar jhukane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain

humari duniya jo duniya ne lut li milkar
humari duniya jo duniya ne lut li milkar
tere jaha se tabiyat ukhad na jaye kahi
bani thi bat jo ab kal bigad na jaye kahi
fir ek phul khilaye wafa ke gulshan me
bhari bahar me gulshan ujad na jaye kahi
humari duniya, humari dunyia
humari duniya, duniya dunia
humari duniya jo dunia dunia ne
lut li milkar, milkar han milkar
wahi luti hui duniya basane aaye hain
wahi luti hui duniya basane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
tujhe jo bol diya tha nibhane aaye hain
jo wada tujhse kiya han nibhane aaye hai
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain
teri nigah pe sab kuch lutane aaye hain