Aanewala Kal Ka Suraj Lyrics - Govinda | Seema Deo | Kiran kumar | Kumar Sanu
1993
Lyrics
Anewala kal ka
Sooraj naya sabera layega
Gham ka kala andhiyara
Phir door kahi kho jayega
Gham ka kal andhiyara
Phir door kahi kho jayega
Ha aisa sawera ayega
Sooraj naya sabera layega
Gham ka kala andhiyara
Phir door kahi kho jayega
Gham ka kal andhiyara
Phir door kahi kho jayega
Ha aisa sawera ayega
Jeene ke liye zindagi ko
Duniya mein har admi ko
Kabhi hasna padta hai
Kabhi rona padta hai
Kuch pane ke liye
Kuch khona padta hai.