Aaj tumse kehata hoon song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by P.L. Ahuja. This song was released on 12 Jul 1987.
Aaj tumse kehata hoon
Dil ki jubaan se kehata hoon
Aaj tumse kehata hoon
Dil ki jubaan se kehata hoon
Tum hi to dil mein ho
Karta hoon main tumse pyaar
O neeta meri neeta
Sun neeta neeta meri neeta
Aaj tumse kehata hoon
Tumse hi bas kehata hoon


Jis din se dekha hain
Khoya hoon khaabon mein
Jaaga hoon raaton mein
Dubaa hoon baahon mein
Jis din se dekha hain
Khoya hoon khaabon mein
Jaaga hoon raaton mein
Dubaa hoon baahon mein
Har ghadi har pal
Hone laga mera jee
Dekho bekaraar
Aaj tumse kehata hoon
Dil ki jubaan se kehata hoon


Resham si zulfo mein
Saawan ki badali hain
Gaalon par shole hain
Hotho par bijali hain
Resham si zulfo mein
Saawan ki badali hain
Gaalon par shole hain
Hotho par bijali hain
Dekho jaane jaana
Karke mujhe deewana
Aa paas aa jaana
Aaj tumse kehata hoon
Dil ki jubaan se kehata hoon
Tum hi to dil mein ho
Karta hoon main tumse pyaar
O neeta meri neeta
Sun neeta neeta meri neeta
Aaj tumse kehata hoon
Tumse hi bas kehata hoon
Aaj tumse kehata hoon
Dil ki jubaan se kehata hoon


Aaj tumse kehata hoon
Dil ki jubaan se kehata hoon
Aaj tumse kehata hoon
Dil ki jubaan se kehata hoon.