Main buddha ho gaya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Poornachandra Rao Atluri. This song was released on 03 Apr 1987.
Sari umar main is jeevan ki
Daud mein bhaga dauda
Sari umar main is jeevan ki
Daud mein bhaga dauda
Ab kis kaam ka
Are ab kis kaam ka
Ab kis kaam ka goli maro
Budha ho gaya ghoda


Sari umar main is jeevan ki
Daud mein bhaga dauda
Ab kis kaam ka
Are ab kis kaam ka
Ab kis kaam ka goli maro
Budha ho gaya ghoda


Bacho ko jo mainne diya
Wo to mera farz bana
Bacho ko jo mainne diya
Wo to mera farz bana
Bacho se jo mainne liya
Mere sar ka karz bana
Karz bhi thik hain
Karz bhi thik hain
Karz bhi thik hain
Bedardo ne sud bhi kitna joda


Sari umar main is jeevan ki
Daud mein bhaga dauda
Ab kis kam ka
Are ab kis kaam ka
Ab kis kaam ka goli maro
Budha ho gaya ghoda


Maa ke dudh ki ab kimat
Bache kaha chukate hain
Maa ke dudh ki ab kimat
Bache kaha chukate hain
Dudh hai kya maa baap ka
Khun bhi ye pee jate hain
In khud garzo ne
In khud garzo ne
In khud garzo ne
Mujhe nahi kahi ka choda


Saari umar main is jeevan ki
Daud mein bhaga dauda
Ab kis kaam ka
Are ab kis kaam ka
Ab kis kam ka goli maro
Ghoda budha ho gaya.