Yehi Armaan Lekar Lyrics - Bharat Bhushan | Nutan | Badri Prasad | Mohammad Rafi
1954
Lyrics
Apne ghar se hum nikle
Jahan hai zindagi apni
Ussi kooche mein dum nikle
Jahan hai zindagi apni
Ussi kooche mein dum nikle
Sitaron jagmagao tum
Baharon muskurao tum
Meri ujdi mohabbat ki
Hansi milkar udaao tum
Hansi milkar udaao tum
Jinhein sajde kiye humne
Jinhein sajde kiye humne
Woh patthar ke sanam nikle
Woh patthar ke sanam nikle
Jahan hai zindagi apni
Ussi kooche mein dum nikle
Baharon muskurao tum
Meri ujdi mohabbat ki
Hansi milkar udaao tum
Hansi milkar udaao tum
Jinhein sajde kiye humne
Jinhein sajde kiye humne
Woh patthar ke sanam nikle
Woh patthar ke sanam nikle
Jahan hai zindagi apni
Ussi kooche mein dum nikle
Tamanna hai yehi ab to
Mera sar ho tera dar ho
Na aansu koi aankhon mein
Na shikwa koi lab par ho
Na shikwa koi lab par ho
Agar yun maut aa jaaye
Agar yun maut aa jaaye
To apne dil se gham nikle
To apne dil se gham nikle
Yehi armaan lekar aaj
Apne ghar se hum nikle
Mera sar ho tera dar ho
Na aansu koi aankhon mein
Na shikwa koi lab par ho
Na shikwa koi lab par ho
Agar yun maut aa jaaye
Agar yun maut aa jaaye
To apne dil se gham nikle
To apne dil se gham nikle
Yehi armaan lekar aaj
Apne ghar se hum nikle