Marna teri gali mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sadiq Productions LTD.. This song was released on 01 Jan 1954.
Marana teri gali mein
Marana teri gali mein
Jina teri gali me
Marana teri gali mein
Jina teri gali me
Marana teri gali mein


Mit jayegi hamari
Duniya teri gali mein
Duniya teri gali mein
Marana teri gali


Aaye hai tere dar pe
Ham zindagi lutane
Tu dekhe ya na dekhe
Tu jane ya na jane
Pura karenge ham to
Wada teri gali mein
Marna teri gali


Dil se teri mohabbat
Kam umar bhar na hogi
Ham tujhape mar mitenge
Tujhko khabar na hogi
Marne ke baad hoga
Charcha teri gali mein


Marana teri gali
Mit jayegi hamari
Duniya teri gali mein
Duniya teri gali mein
Marana teri gali.