Aaye na balam wada kar ke song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sadiq Productions LTD.. This song was released on 01 Jan 1954.
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam wada kar ke
Thak gaye naina dhiraj dhar ke
Dhiraj dhar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam


Chup gaya chanda lut gayi jyoti
Chup gaya chanda lut gayi jyoti
Tare ban gaye jhuthe moti
Tare ban gaye jhuthe moti
Pad gaye fike rang najar ke
Pad gaye fike rang najar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam


Aao ke tum bin aankho me dam hai
Aao ke tum bin aankho me dam hai
Raat hai lambi jivan kam hai
Raat hai lambi jivan kam hai
Dekh lu tum ko mai ji bhar ke
Dekh lu tum ko mai ji bhar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam.