Yeh Zamin Hai Do Dilo Ke Pyar Ki Lyrics - Motilal | Tun Tun | Anant Kumar | Asha Bhosle | Mohammed Rafi

1960

Lyrics

Ye zamin hai do dil ke pyar ki
Khil gayi kali kali bahar  ki
Jabse tumse mast aankhe char ki
Mil agyi hai zindagi karar ki pyar ki
Pyar ki pyar ki

Man ka deep jal
Utha hai aaj e sanam
Halki halki roshani
Me kho gaye hai hum
Man ka deep jal
Utha hai aaj e sanam
Halki halki roshani
Me kho gaye hai hum
Sham dhal chuki hai intzar ki
Mil agyi hai zindagi karar ki pyar ki
Pyar ki pyar ki

Darna ab jamane se
Ab tu muskuraye ja
Dil ke ye madhur
Tarane gun gunaye ja
Darna ab jamane se
Ab tu muskuraye ja
Dil ke ye madhur
Tarane gun gunaye ja
Jit hoti hai hamesha pyar ki
Mil agyi hai zindagi karar ki pyar ki
Pyar ki pyar ki

Ye zamin hai do dil ke pyar ki
Khil gayi kali kali bahar  ki
Jabse tumse mast aankhe char ki
Mil agyi hai zindagi karar ki pyar ki
Pyar ki pyar ki

Ye zamin hai do dil ke pyar ki
Khil gayi kali kali bahar  ki
Jabse tumse mast aankhe char ki
Mil agyi hai zindagi karar ki pyar ki
Pyar ki pyar ki.