Kisi ka maa na mare song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Navinchandra C. Shah. This song was released on 01 Jan 2018.
Maa na mare bachpan mein
Kisi ki maa na mare


Tuhi chand suraj chamkata
Phir kyu kisi ka diya bujhata
Isme teri kaun badai
Bekash ke ghar aag lagai
Kaun tera ab dhyan dhare
Data kaun tera ab dhyan dhare
Maa na mare bachpan mein
Kisi ki maa na mare


Wo hath kaha hai rah bataye
Wo sath kaha hai
Tadap tadap kar munna soye
Bilakh bilakh dil maa ka roye
Suna jiyara naina bhare
Suna jiyara naina bhare
Maa na mare bachpan mein
Kisi ki maa na mare
Maa na mare bachpan mein
Kisi ki maa na mare.