Unke Hass Dene Par Lyrics - Motilal | Tun Tun | Anant Kumar | Asha Bhosle

1960

Lyrics

Unke has dene par khud
Bhi muskura ke ro diya
Ek garib apna mukaddar
Aajzma kar ro diya
Ro diya

Wah sata ki meri bate
Dard aage thi jarur
Wah sata ki meri bate
Dard aage thi jarur
Dard aage thi jarur
Haske bate karne wala
Muh firkakar ro diya
Ek garib apna mukaddar
Aajzma kar ro diya
Ro diya

Jisne pucha hal kya hai
Uski surat dekhkar
Jisne pucha hal kya hai
Uski surat dekhkar
Uski surat dekhkar
Pahle thandi sans li fir
Sar jhuka kar ro diya
Ek garib apna mukaddar
Aajzma kar ro diya
Ro diya

Jisne ye halat banai
Wo bhi aaj hai arzu
Jisne ye halat banai
Wo bhi aaj hai arzu
Wo bhi aaj hai arzu
Chehra aye bimar se
Chadar hata ke ro diya
Ek garib apna mukaddar
Aajzma kar ro diya
Ro diya.