Ye Zindagi Ka Mausam Lyrics - Pradeep Kumar | Bharat Bhushan | Asha Parekh | Asha Bhosle | Mohammed Rafi

1960

Lyrics

Ye zindagi ka mausam
Or ye shama suhana
Aao yahi banale
Dam bhar ko aashiyana
Ye zindagi ka mausam
Or ye shama suhana
Aao yahi banale
Dam bhar ko aashiyana
Ye zindagi ka mausam

Ye jhumti bahare
Ye pyar ke najare
Ye jhumti bahare
Ye pyar ke najare
Ji chahta hai is
Dam koi hame pukare
Ji chahta hai is
Dam koi hame pukare
Koi hame pukare
Is anjuman me aake
Dil ho gaya diwana
Ye zindagi ka mausam
Or ye shama suhana
Aao yahi banale
Dam bhar ko aashiyana
Ye zindagi ka mausam

Najre bahak rahi hai
Jalwe nikhar rahe hai
Najre bahak rahi hai
Jalwe nikhar rahe hai
Didar karne wale
Didar kar rahe hai
Didar karne wale
Didar kar rahe hai
Didar kar rahe hai
Najre kahi hai katil
Or kahi pe hai nishana
Ye zindagi ka mausam
Or ye shama suhana
Aao yahi banale
Dam bhar ko aashiyana
Ye zindagi ka mausam.