Ye Duniya Gam Ka Mela Hai (Hame Bhi De Do Sahara, Ke Besahare Hain) Lyrics - Seema | Nutan | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ye duniya gam ka mela hai (hame bhi de do sahara, ke besahare hain) song is from Seema (1955) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars and Nutan in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Shankar Jaikishan. It is produced by Amiya Chakrabarty. This song was released on 01 Jan 1955.
Lyrics
ye duniya gam ka mela hai
ye duniya gam ka mela hai
musibat ki kahani hai
koi roye koi gaye
ajab ye zindagani hai, aa
hamen bhi de do
hamen bhi de do sahara ke besahare hain
hamen bhi de do sahara ke besahare hain
falaq ki god se tute huye sitare hain
falaq ki god se tute huye sitare hain
hamen bhi de do sahara
bhara ho pet to, aa
bhara ho pet to sansar jagamagata hai
bhara ho pet to sansar jagamagata hai
sataye bhukh to iman dagamagata hai
sataye bhukh to iman dagamagata hai
sataye bhukh to iman dagamagata hai
bhalai kijiye, aa
bhalai kijiye do din ke ye nazare hain
hamen bhi de do sahara ke besahare hain
falaq ki god se tute huye sitare hain
hamen bhi de do sahara
tere jahan se aa
tere jahan se malik bata kidhar jaye
tere jahan se malik bata kidhar jaye
tere huzur me rah kar bhi thokaren khayen
tere huzur me rah kar bhi thokaren khayen
tere huzur me rah kar bhi thokaren khayen
garib hi sahi aa
garib hi sahi aakhir to ham tumhare hain
hamen bhi de do sahara ke besahare hain
falaq ki god se tute huye sitare hain
hamen bhi de do sahara