Wo teer kaleje par song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Wo teer kaleje par
Ik shokh ne mara hai
Wo teer kaleje par
Ik shokh ne mara hai
Har dard mein tasqi hai
Har gham hame pyara hai
Har dard mein tasqi hai
Har gham hame pyara hai
Wo teer kaleje par


Woh jinake tasavoor mein
Woh jinake tasavoor mein
Roshan hai meri duniya
Roshan hai meri duniya
Roshan hai meri duniya
Roshan hai meri duniya
Hai chaand khyaalo ka
Aankho ka sitara hai
Hai chaand khyaalo ka
Aankho ka sitara hai
Wo teer kaleje par


Daaman ko bacha lena
Toh kaam hai duniya ka
Daaman ko bacha lena
Toh kaam hai duniya ka
Hum dil ko jala dege
Yeh kaam hamara hai
Hum dil ko jala dege
Yeh kaam hamara hai
Wo teer kaleje par


Allaah hai har woh nazare
Ab jinake ishare par
Allaah hai har woh nazare
Ab jinake ishare par
Jeena bhi gawara hai
Marana bhi gawara hai
Jeena bhi gawara hai
Marana bhi gawara hai
Wo teer kaleje par.