Zaalim Jawani Haye Zaalim Lyrics - Motilal | Ansari | Kayam Ali | N/A

1943

Lyrics

Zaalim jawani haye zaalim
Jawani kaafir adaye
Zaalim jawani haye zaalim jawani
Dil mein rahe aur dil ko sataye
Dil mein rahe aur dil ko sataye
Zaalim jawani haye zaalim jawani

Aankhe nahi masti ke katore
Aankhe nahi masti ke katore
Zulfe nahi sawan ki
Ghataye zulfe nahi haye
Zulfe nahi sawan ki ghataye
Zaalim jawani haye zaalim deewani

Kaahe mujhe deewana banaya
Ha mujhe deewana banaya
Haye woh bholi
Haye woh bholi bhali adaye
Haye woh bholi haye haye wo bholi

Hum hai tumhare tum ho hamare
Hum hai tumhare tum ho hamare
Keh to rahi thi keh to rahi thi haye
Keh to rahi thi nichi nigahe
Keh to rahi thi nichi nigahe
Zaalim jawani haye zaalim deewani.