Na mano to koi shikayat nahi song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Na mano to koi shikayat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi
Na mano to koi shikayat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi
Na mano to koi shikayat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi


Mohabbat tumhe hamse hogi jarur
Mohabbat tumhe
Mohabbat tumhe hamse hogi jarur
Magar ye bat ye yaad rakhna huzur
Rakhna huzur
Hame roz marne ki aadat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi
Na mano to koi shikayat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi


Dilaye tumhe kis tarah hum yaki
Dilaye tumhe
Dilaye tumhe kis tarah hum yaki
Tumhare siwa dil me koi nahi
Koi nahi
Tumhe bat karne ki fursat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi
Na mano to koi shikayat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi


Kiye hai jo is dil pe tumne sitam
Kiye hai jo
Kiye hai jo is dil pe tumne sitam
Lagaye hue hai kaleje se hum
Kaleje se hum
Sitam ab uthane ki himmat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi
Na mano to koi shikayat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi.