Kaise Aankhon Se Chhupa Ke Lyrics - Anjuman | Durga Khote | Nargis Dutt | P. Jairaj | Shamshad
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kaise aankhon se chhupa ke song is from Anjuman (1948) and it is sung by Shamshad.It stars Durga Khote, Nargis Dutt and P. Jairaj in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by Bulo C. Rani. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Kaise aankhon se chhupa ke
Aa gaye tum dil mein
Tum dil mein tum dil mein
Tum dil mein dil hai mushkil mein
Ho tum dil mein
Kaise aankhon se chhupa ke
Aa gaye tum dil mein
Ab to aaho mein dhalne lage ho
Ab to aaho mein dhalne lage ho
Aansoo mein machalne lage ho
Aansoo mein machalne lage ho
Chupe baithe ho aankho ke til mein
Ho tum dil mein
Tum dil me dil hai mushkil mein
Ho tum dil mein
Kaise aankhon se chhupa ke
Aa gaye tum dil mein
Yaad hardum tumhari tadpaye hai
Yaad hardum tumhari tadpaye hai
Mujhe rato ko neend nahi aaye hai
Mujhe rato ko neend nahi aaye hai
Kahu kaise bhari mehfil mein
O tum dil mein
Tum dil mein dil hai mushkil mein
Ho tum dil mein
Kaise aankhon se chhupa ke
Aa gaye tum dil mein
Ek jaanib mohabbat ka dhara hai
Ek jaanib suku ka kinara hai
Ek jaanib mohabbat ka dhara hai
Ek jaanib suku ka kinara hai
Rahu toofa mein ya sahil mein
Ho tum dil mein
Kaise aankhon se chhupa ke
Aa gaye tum dil mein.