Haal e dil kis ko sunaun song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Haal e dil kis ko sunaun
Razda koi nahi
Meharba koi nahi
Hale dil kisko sunau
Razda koi nahi
Meharba koi nahi


Kisse kahiye jake apni
Zindagi ka mazra
Lut gaya hai rashte mein
Hasrato ka kafila
Main wo rahi hoon ke jiska
Karwa koi nahi
Meharba koi nahi
Haal e dil kis ko sunaun
Razda koi nahi
Meharba koi nahi


Kyu meri dunia base
Kyu meri kismat phire
Shauk se aandhi chale
Ab shauk se bijli gire
Jal chuka hai aashiya
Ab aashiya koi nahi
Meharba koi nahi
Haal e dil kis ko sunaun
Razda koi nahi
Meharba koi nahi


Kuchh khushi se wasta
Aur na gham se wasta
Kuchh khushi se wasta
Aur na gham se wasta
Lag gayi hai chup se dil ko
Haye dil ko kya hua kya hua
Kya hu main kya sunau
Dasta koi nahi
Meharba koi nahi
Haal e dil kis ko sunaun
Razda koi nahi
Meharba koi nahi.