wo hum na the wo tum na the wo hum na the wo tum na the, wo rahguzar thi pyar kiluti jaha pe bewajah palki bahar ki, palki bahar kiwo hum na the wo tum na the ye khel tha nasib ka ye khel tha nasib ka, na hans sake na ro sakena tur par pahunch sake, na dar par hi so sakekahani kisse ye kahekahani kisse ye kahe chadhav ki utar kiluti jaha pe bewajah palki bahar ki, palki bahar kiwo hum na the wo tum na the tumhi the mere rahnuma, tumhi the mere humasafartumhi the meri roshani, tumhi ne mujhko di nazar, di nazarbina tumhare zindagibina tumhare zindagi shama hai ek mazar ki
luti jaha pe bewajah palki bahar ki, palki bahar kiwo hum na the wo tum na the ye kon sa muqam haiye kon sa muqam hai falak nahi zami nahike shab nahi sahar nahi, ke gam nahi khushi nahikaha ye leke aa gayi kaha ye leke aa gayi hawa tere dayar kiluti jaha pe bewajah palki bahar ki, palki bahar kiwo hum na the wo tum na the guzar rahi hai tumpe kya banake humko dar-b-darye soch kar udas hu, ye soch kar hai chashm tar, chashm tar na chot hai ye phul ki na chot hai ye phul ki, na khalish hai ye khar kiluti jaha pe bewajah palki bahar ki, palki bahar kipalki bahar ki, palki bahar ki