Ek Lali Ghar Se Chali Lyrics - Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ek lali ghar se chali song is from Cha Cha Cha (1964) and it is sung by Mohammed Rafi and Mohammad Rafi.It stars Chandrashekhar and Helen in leading roles. This song is penned by Bharat Vyas and composed by Iqbal Qureshi. It is produced by Chandrashekhar. This song was released on 17 Nov 1962.
Lyrics
mithi mithi madhur madhur jaise hi gunji taan
kacche dhage se bandh ke lo aaye kisi ke praan
ek lali ghar se chali, ek lali ghar se chali
tan sawar ke kajra daal ke
tan sawar ke kajra daal ke, apne shaam ki kunj gali
ek lali ghar se chali, ek lali ghar se chali
shyam virah ko seh na saki wo
gup chup ghar me reh na saki wo
shyam virah ko seh na saki wo
gup chup ghar me reh na saki wo
man me jo mithe sapne the, man me jo mithe sapne the
apne muh se keh na saki wo, apne muh se keh na saki wo
chali daud ke laaz chhod ke
chali daud ke laaz chhod ke, jab madhuban me shaam dhali
ek lali ghar se chali, ek lali ghar se chali
gaalon pe punam ki chata thi baalon me sawan ki ghata thi
gaalon pe punam ki chata thi baalon me sawan ki ghata thi
kari kajrari do ankhiyan, kari kajrari do ankhiyan
jaise neel kamal ki pankhiyan, jaise neel kamal ki pankhiyan
gol ang tha gora rang tha
gol ang tha gora rang tha, chanda ki kirno me pali
ek lali ghar se chali, ek lali ghar se chali
raas rachega jamuna tat pe, natkhat jhaptega ghunghat pe
raas rachega jamuna tat pe, natkhat jhaptega ghunghat pe
karpat re chudiya kadkengi, karpat re chudiya kadkengi
chaliya chupa hai bansi batpe, chaliya chupa hai bansi batpe
bandhi dor se chit ke chor se
bandhi dor se chit ke chor se, chali bhawar ke pass kali
ek lali ghar se chali, ek lali ghar se chali