Ek Chameli Ke Lyrics - Cha Cha Cha | Helen | Chandrashekhar | Asha Bhosle | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ek chameli ke song is from Cha Cha Cha (1964) and it is sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.It stars Helen and Chandrashekhar in leading roles. This song is penned by Makhdoom Mohiuddin and composed by Iqbal Qureshi. It is produced by Chandrashekhar. This song was released on 17 Nov 1962.
Lyrics
Ek chameli ke mandave tale
Ek chameli ke mandave tale
Maikade se zara dur us mod par
Maikade se zara dur us mod par
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Ek chameli ke mandave tale
Ek chameli ke mandave tale
Pyar harfe wafa pyar unka khuda
Pyar harfe wafa pyar unka khuda
Pyar unki chita,
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Ek chameli ke mandave tale
Ek chameli ke mandave tale
Osh me bhigte chandani me nahate huye
Osh me bhigte chandani me nahate huye
Jaise do tajaru tajadam phul pichhle pahar
Jaise do tajaru tajadam phul pichhle pahar
Thandi thandi chabutro chaman ki hawa
Thandi thandi chabutro chaman ki hawa
Sarfe matam huyi, sarfe matam huyi
Sarfe matam huyi
Kali kali lato se lipat garm ruksar par
Ek pal ke liye ruk gayi,
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Ek chameli ke mandave tale
Ek chameli ke mandave tale
Humne dekha unhe din me
Aur rat me nuro julmat me
Humne dekha unhe,
Humne dekha unhe din me
Aur rat me nuro julmat me
Maszido ke minaro ne dekha unhe
Mandiro ke kivado ne dekha unhe
Maikade ke darado ne dekha unhe
Dekha unhe dekha unhe
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Ek chameli ke mandave tale
Ek chameli ke mandave tale
Ye bata char agar teri zambil me
Teri zambil me, ye bata char agar
Ye bata char agar teri zambil me
Teri zambil me
Nuskhaye kimi aaye mohabbat bhi hai
Nuskhaye kimi aaye mohabbat bhi hai
Kuch ilajo mudwaye ulfat bhi hai
Ulfat bhi hai ulfat bhi hai
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Ek chameli ke mandave tale
Ek chameli ke mandave tale.