Ik chamelee key mandave tale song is from and it is sung by and .It stars Chandrashekhar and Helen in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chandrashekhar. This song was released on 17 Nov 1962.
ek chameli ke mandave tale ek chameli ke mandave tale
maikade se zara dur us mod par
maikade se zara dur us mod par
do badan pyar ki aag me jal gaye
do badan pyar ki aag me jal gaye
ek chameli ke mandave tale ek chameli ke mandave tale

pyar harfe wafa pyar unka khuda
pyar harfe wafa pyar unka khuda pyar unki chita
do badan pyar ki aag me jal gaye
do badan pyar ki aag me jal gaye
ek chameli ke mandave tale ek chameli ke mandave tale

osh me bhigte chandani me nahate huye
osh me bhigte chandani me nahate huye
jaise do tajaru tajadam phul pichhle pahar
jaise do tajaru tajadam phul pichhle pahar
thandi thandi chabutro chaman ki hawa
thandi thandi chabutro chaman ki hawa
sarfe matam huyi, sarfe matam huyi sarfe matam huyi
kali kali lato se lipat garm ruksar par
ek pal ke liye ruk gayi
do badan pyar ki aag me jal gaye
do badan pyar ki aag me jal gaye
ek chameli ke mandave tale ek chameli ke mandave tale

oo humne dekha unhe din me aur rat me nuro julmat me
humne dekha unhe, humne dekha unhe din me
aur rat me nuro julmat me
maszido ke minaro ne dekha unhe
mandiro ke kivado ne dekha unhe
maikade ke darado ne dekha unhe dekha unhe dekha unhe
do badan pyar ki aag me jal gaye
do badan pyar ki aag me jal gaye
ek chameli ke mandave tale ek chameli ke mandave tale

ye bata char agar teri zambil me
teri zambil me, ye bata char agar
ye bata char agar teri zambil me teri zambil me
nuskhaye kimi aaye mohabbat bhi hai
nuskhaye kimi aaye mohabbat bhi hai
kuch ilajo mudwaye ulfat bhi hai
ulfat bhi hai ulfat bhi hai
do badan pyar ki aag me jal gaye
do badan pyar ki aag me jal gaye
ek chameli ke mandave tale ek chameli ke mandave tale