Toot gaya hai song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Toot gaya haye tut gaya
Toot gaya haye tut gaya
Vo sajhe mohabbat tut gaya
Toot gaya haye tut gaya
Ham jisko samjhate the apna
Maloom nahi kyo rut gaya
Toot gaya haye tut gaya


Rangeen ghataye chayi thi
Rangeen ghataye chayi thi
Mehman bahare aayi thi
Vo kaun fizza ka jonka tha
Jo sara gulshan lut gaya
Vo kaun fizza ka jonka tha
Jo sara gulshan lut gaya
Toot gaya haye tut gaya


Anjame mohabbat kya kahiye
Is dil ki halat kya kahiye
Anjame mohabbat kya kahiye
Is dil ki halat kya kahiye
Ek bijli thi jo pond gayi
Ek tara tha jo tut gaya
Ek bijli thi jo pond gayi
Ek tara tha jo tut gaya
Toot gaya haye tut gaya


Kismat ke sataye baithe hai
Kismat ke sataye baithe hai
Ek chot si khaye baithe hai
Jo daman hamne thama tha
Vo daman hamse chhut gaya
Jo daman hamne thama tha
Vo daman hamse chhut gaya
Toot gaya haye tut gaya
Toot gaya haye tut gaya
Vo sajhe mohabbat tut gaya
Toot gaya haye tut gaya.