Tere hoton ke do phool pyare pyareMere pyar ki baharon ke nazaareAb mujhe chaman se kya lena, kya lenaTeri aankhon ke do tare pyare pyareMeri raaton ke chamakte sitareAb mujhe gagan se kya lena, kya lenaTere hoton ke do phool pyare pyareTeri kaya kanchan kanchanKirnon ka hai jismein baseraTeri saansein mehki mehkiTeri zulfon mein khushbu ka deraTera mehke ang angJaise sone mein sugandhMujhe chandan ban se kya lena, kya lenaTeri aankhon ke do tare pyare pyareMeri raaton ke chamakte sitareMaine dekha jabse tujhkoMere sapne huye sindoori
Tujhe pa ke mere jeevan dhanHar kami hui meri pooriPiya ek tera pyar mere solah singarMujhe ab darpan se kya lena, kya lenaTere hoton ke do phool pyare pyareMere pyar ki baharon ke nazaareTera mukhda damke chamkeJaise sagar pe chamke saveraTeri baahein pyar ke jhooleTeri baahon mein jhoole man meraTeri meethi har baatRas ki hai barsatHamein ab savan se kya lena, kya lenaTere hoton ke do phool pyare pyareTeri aankhon ke do tare pyare pyareAb mujhe chaman se kya lena, kya lenaAb mujhe gagan se kya lena, kya lenaHamein kya lena, kya lenaHamein kya lena, kya lena