Ittefaq hai daastan hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ronicka Kandhari, Vickrant Mahajan. This song was released on 20 Jul 2012.
itfaq hai dasta hai ek paheli hai
albeli hai jindagi
itfaq hai dasta hai ek paheli hai
albeli hai jindagi
albeli hai jindagi
socha kuch tha aur kuch ho gaya
kyu ye ho gaya kyu wo ho gaya
socha kuch tha aur kuch ho gaya
kyu ye ho gaya kyu wo ho gaya
kyu ye ho gaya kyu wo ho gaya
pata nahi pata nahi pata nahi
itfaq hai dasta hai ek paheli hai
kyu akeli hai
kyu akeli hai jindagi
albeli hai jindagi, albeli hai jindagi
is raste ya us raste
jana tha waha ab jayenge kaha
ab jayenge kaha
itfaq hai dasta hai
haske jheli hai ya roke jheli hai jindagi
pyar ka sama ya gum ka ek kuwa
aankh hai ye nam kyu bhala hai ye gam
pata nahi pata nahi pata nahi
itfaq hai dasta hai ek paheli hai
yu akeli hai jindagi